%Part 1:
merii
duniyaa hai tujhame.n kahii.n
tere bin
mai.n kyaa kuchh bhii nahii.n
merii jaan
me.n terii jaan hai o saathii mere
merii
duniyaa hai ...
palako.n
me.n tere ruup kaa sapanaa sajaa diyaa
pahalii
nazar me.n hii tujhe apanaa banaa liyaa
hai yahii
aarazuu har gha.Dii baiThii raho mere saamane
merii
duniyaa hai ...
tere bin
mai.n kuchh bhii nahii.n
aisaa
lagaa mere sanam ham jo yahaa.n mile
saharaa
me.n jaise shabanamii chaahat ke gul khile
ye zamii.n
aasamaa.n kah rahe ham to kabhii na ho.nge judaa
merii
duniyaa hai ...
%Part 2:
merii
duniyaa hai tujhame.n kahii.n
tere bin
mai.n kyaa kuchh bhii nahii.n
merii jaan
me.n terii jaan hai o saathii mere
merii
duniyaa hai ...
palako.n
me.n tere ruup kaa sapanaa sajaa diyaa
pahalii
nazar me.n hii tujhe apanaa banaa liyaa
hai yahii
aarazuu har gha.Dii baiThii raho mere saamane
merii
duniyaa hai ...
aa.Nkho.n
ke raaste mere dil me.n utar ga_ii
saa.Nso.n
me.n tere jism kii khushbuu bikhar ga_ii
har jagah
raat din pyaar se mai.n jaan-e-man teraa naam luu.n
merii
duniyaa hai ..
No comments:
Post a Comment