Friday, September 24, 2010

Jadoo-e-ishq

Jadoo-e-ishq tha uss ke sath hone tak, 
Woh musafir tha bichhar gaya raat hone tak,
Woh kuch iss kamal se khela tha ishq ki baazi,
Main apni jeet samajti rahi haar hone tak


जादू-ए-इश्क था उस के साथ होने तक, 
वोह मुसाफिर था बिछर गया रात होने तक,
वोह कुछ इस कमाल से खेला था इश्क की बाज़ी,
मैं अपनी जीत समजती रही हार होने तक 


1 comment: